Roman script

mere bina main rehne laga hoon

teri hawa main behne laga hoon

jane main kaise tera hua hoon

mujhe to lagta hai main shayad 

tere dil ki dua hoon han

tujhko jo paya aha to jeena aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye 

bas jaye hum dono ke darmiyan

tujhko jo paya aha to jeena aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye 

bas jaye hum dono ke darmiyan

pehle se zyada main jee raha hoon

jabse main tere dil se juda hoon

rahon pe teri main to chala hoon

tu meri manzil hai tere kadmon pe 

bas rukne laga hoon han

tujhko jo paya aha to jeena aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye 

bas jaye hum dono ke darmiyan

tujhko jo paya aha to jeena aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye 

bas jaye hum dono ke darmiyan

teri nazar main nayi si ada hai

naya sa nasha bhi ghula hai

kayi dino se bandha tha badal jo

tere hi balon main khula hai

teri haddon main meri basar hai

ab tujhe bhi jana kidhar hai

jahan rahe tu main wo jahan hoon

jise jiye tu main wo sama hoon

teri wajah se naya naya hoon 

pehle kaha na maine

ab ye tumse kehne laga hoon

tujhko jo paya aha to jeena aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye 

bas jaye hum dono ke darmiyan

tujhko jo paya aha to jeena aaya

ab ye lamha thehar jaye tham jaye 

bas jaye hum dono ke darmiyan

Explore this song