Roman script

bhai ko sala banaao mere bhai ko sala banaao

ho jaao ji raaji ban jaao jija ji

ye nakhra aji chhod do

jis din banega vo bhai sala

kismat ka bhi khul jaayega tala

hatho me hoga masti ka pyala

bhai ko sala banaao

ha mere bhai ko sala banaao

manchahi khushaali bhi laayegi

saale ki jo gift ghar aayegi

biwi tumhe free me mil jaayegi

bhai ko sala banaao

ha mere bhai ko sala banaao

Explore this song