Roman script

mere bale ki palko me aa 
aa nindiya rani ho tera bhala
mere bale ki palko me aa 
aa nindiya rani ho tera bhala
soye lahariya soye kinare
ankhiya jhapke chand or tare
soye lahariya soye kinare
ankhiya jhapke chand or tare
tu sitaro doli me aa
aa nindiya rani ho tera bhala

Song details

Song video

Watch on YouTube