Roman script

uyi mere adde ke

mere adde ke pichhe chale aana

main dungi dil ki dawai

o mere adde ke pichhe chale aana

main dungi dil ki dawai

dil ki dawai, gham ki dawai

dil ki dawai, gham ki dawai

dard-e-dil

ho dard-e-dil ka wahi hai dawakhana

main dungi dil ki dawai

dard-e-dil ka wahi hai dawakhana

main dungi dil ki dawai

dil ki dawai, gham ki dawai

dil ki dawai, gham ki dawai

ho mere adde ke

mere adde ke pichhe chale aana

main dungi dil ki dawai

na peena botal ki anguri daaru

daaru ye daaru to hai jaan maaru

ha shola hai pyalo ka ye laal pani

peeke ye jal jaye, pyasi jawani

aankho se chhalka du, main wo gulabi

jhume jawa dil, ye jaise sharabi

bhul jayega

bhul jayega gujra zamana

main dungi dil ki dawai

dil ki dawai, ha gham ki dawai

dil ki dawai, gham ki dawai

mere adde ke, mere adde ke

mere adde ke pichhe chale aana

main dungi dil ki dawai

main dil ki raaho me palke bichha du

lahrati julfo ki chadar odha du

baaho ki narmi se garmi jaga du

hontho ki surkhi ka marham laga du

bhar bhar ke jaam-e-mohabbat peela du

ek pal me har dard dil ka bhula du

na yaki ho to, na yaki ho to

kabhi aazmana

main dungi dil ki dawai

dil ki dawai, gham ki dawai

o dil ki dawai, gham ki dawai

mere adde ke, mere adde ke

mere adde ke pichhe chale aana

main dungi dil ki dawai

ho dard-e-dil ka wahi hai dawakhana

main dungi dil ki dawai

dil ki dawai, o gham ki dawai

Explore this song