Roman script

mere aansuo par na itna hanso tum

mere aansuo par na itna hanso tum

tumhari kahin aankh tar ho na jaye

mere aansuo par na itna hanso tum

tumhari kahin aankh tar ho na jaye

mere aansuo par na itna hanso tum

mere aansuo par na itna hanso tum

tumhari kahin aankh 

tumhari kahin aankh tar ho na jaye

mere aansuo par na itna hanso tum

mere aansuo par na itna hanso tum

tumhari kahin aankh tar ho na jaye

mere aansuo par na itna hanso tum

mere aansuo par na itna hanso tum

tumhari kahin aankh tar ho na jaye

mujhe apne gham par hai ye dusra gham

mujhe apne gham par hai ye dusra gham

ke tum par bhi iska asar ho na jaye

mujhe apne gham par hai ye dusra gham

ke tum par bhi iska asar ho na jaye

mohabbat to ki maine tumse magar ab 

mohabbat to ki maine tumse magar ab 

mohabbat to ki maine

tumhe bewafa kuch khabar ho na saki

mere dil pe jo gujri main jaanta hu

mohabbat to ki maine tumse magar ab 

mohabbat to ki maine 

mera pyar

mera pyar tere liye dillagi tha

dil-o-jaa se magar maine tumko chaha

mohabbat to ki maine tumse magar ab

mohabbat to ki maine tumse magar ab

tumhare ye ilzam sar ho na jaye

tumhare ye ilzam sar ho na jaye

kahan tak sunoge zamane ke taane

ke nichi tumhari najar ho na jaye

kahan tak sunoge zamane ke taane

ke nichi tumhari najar ho na jaye

ye nichi najar, ye kadam bahke bahke

ye nichi najar, ye kadam bahke bahke

ye nichi najar, ye kadam bahke bahke

ye nichi najar, ye kadam bahke bahke

kayamat ke uthne me kya der hogi

kayamat ke uthne me kya der hogi

kerama kerama chale to ho lekin

kerama kerama chale to ho lekin

ke duniya idhar ki udhar ho na jaye

kerama kerama chale to ho lekin

ke duniya idhar ki udhar ho na jaye

yaki to hai mujhko kayamat ke din ka

yaki to hai mujhko kayamat ke din ka

magar itna socho ae jane tamanna

magar itna socho ae jane tamanna

tabdil to na hoga jo vada tumhara

tabdil to na hoga jo vada tumhara

meri zindagi mukhtsar ho na jaye

tabdil to na hoga jo vada tumhara

meri zindagi mukhtsar ho na jaye

chale unka vada ye hai en mumkin

chale unka vada ye hai en mumkin

chale unka vada

vada unka ye vada, vada unka ye vada

vada unka ye vada, vada unka ye vada

hazaro baadeshab usne isi surat me taale hai

kabhi mehandi lagayi hai

kabhi gensu sambhale hai

unka ye vada, vada unka ye vada, vada 

unka ye vada, vada unka ye vada, vada 

unka ye vada, vada 

chale unka vada ye hai en mumkin

wo aayenge mujhko bharosa hai lekin

ye kahte hai khud timtimate sitare

ye kahte hai khud timtimate sitare

unhe aate aate sahar ho na jaye

ye kahte hai khud timtimate sitare

unhe aate aate sahar ho na jaye

wahi jane khud jisne ko ho mohabbat

wahi jane khud jisne ko ho mohabbat

mohabbat me aisa bhi hota hai hasrat

ke rakhta hu unki khabar isliye main

ke rakhta hu unki khabar isliye main

kahin unko meri khabar ho na jaye

ke rakhta hu unki khabar isliye main

kahin unko meri khabar ho na jaye

mere aansuo par na itna hanso tum

Explore this song