Roman script

mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan

khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah

lo jee bhai sahab hamra pishta bahut achchha

lo jee mem sahab hamra pishta nahi kacha

kha ke dekho very very good mera charali badam pishta

mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan

khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah

abdul rehman ki main abdul rehmaniya

abdul rehman ki main abdul rehmaniya

yahi mera sona chaandi yahi meri duniya

abdul rehman ki main abdul rehmaniya

abdul rehman ki main abdul rehmaniya

khush hu main chahe mujhe rakhe jis hal me

bangale me kothi me ya tuti phuti chal me

chaand hai ye mera main hu iski chandaniya

abdul rehaman ki main abdul rehmaniya

abdul rehaman ki main abdul rehmaniya

hey abdul rehman hey abdul rehman 

hey abdul rehman abdul rehaman abdul rehaman

mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan

khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah

hindu khaye, muslim khaye, khaye sikh isayi

mera pishta khane wale hindi bhayi bhayi

mandir ho, masjid ho ya sikho ka gurudwara

sabko allah ka ghar samjhe kabul ka banjara

ye kabul ka banjara

lo bhayi pishta lo, badam achchha maal aur sasta daam

aani gani duniya fani baki hai allah ka naam

mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan

khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah

mera naam abdul rehman pishta wala main hu pathan

khane wale ka dil hota gul gul wah re wah re wah wah

Explore this song