Roman script

mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud

peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud

mera naam hai mehmud 

langda mil jaye to uski taang tod du

andha mil jaye to uski aankh fod du

samne ho koi bhi banduk chhod du

aunty ho ya uncle main gardan marod du

main gardan marod du

mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud

peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud

mera naam hai mehmud 

koi mujhe lafanga kahta koi kahe mawali

lekin main to gaata rahta bhajan aur kawali

pith pe laade gadhe ka bojha kaun school jaye

hum to maa ke pet se sari vidya sikh ke aaye

ho sari vidya sikh ke aaye

ae mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud

peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud

mera naam hai mehmud 

jitne jahan me ullu ke patthe ho gaye

sare ke sare wo kaha iktthe ho gaye

kya ho gayi kahrab hain tabiyat aapki

ya shaadi hai yaha pe koi mere baap ki

are mere baap ki

mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud

peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud

mera naam hai mehmud rahta har jagah maujud

peeta rahta hu bidi khata rahta hu amrud

mera naam hai mehmud

Explore this song