Roman script

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

are baali umar me haath lagaye toh

bhijwa dungi thaane, mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

ambiya jawani ke chakh lene de sun paagal deewani

are bali umar ka apna maza hai chhod ye aana kaani

mujhe dede thoda pyaar, mujhe dede thoda pyaar

are beech bajariya chhed na mujhko o majnu ke pote

beech bajariya chhed na mujhko o majnu ke pote

jaan gaya gar meri haqikat udd jayenge tote

mere naam ka charcha hai saari duniya me shaane

meri wajah se tapak gaya saala johnny gaddar

mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar yaar yaar, mera yaar thanedaar

tu roop nagar ki rupa hai jisne laakho ko luta hai

tere naazo nazakat ke sadke kitno ka hi dil tuta hai

deewano ki teekhi nazariya tan me aag lagaye

dekh patakha mast kamariya sabka mann lalchaye

par main jiski deewani hoon jaan liye har koi

robinhood ke jaisa hai jigra uska damdaar

mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

ambiya jawani ke pak jaane de phir chakhna deewane

are baali umar me haath lagaye toh 

bhijwa dungi thaane, mera yaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

mujhe dede thoda pyaar, mujhe dede thoda pyaar

mera yaar thanedaar, mera yaar thanedaar

Explore this song