Roman script

mera tumhara sath to sadiyo ka sath hai

ab tak gale na mil sake, ye aur baat hai

mera tumhara sath to sadiyo ka sath hai

ab tak gale na mil sake, ye aur baat hai

meraa tumhara sath to

manjil pe aaya karva phir ho gaye araman javan

manjil pe aaya karva phir ho gaye araman javan

mahsus ye hone laga, kadmo me hain dono jahan

jiski mujhe talash thi wo mere sath hai

ab tak gale na mil sake, ye aur baat hai

mera tumhara sath to

tufan se nikle hain ham, aaya nahi sahil abhi

tufan se nikle hain ham, aaya nahi sahil abhi

mere tumhare pyar ki ik aur hai manjil abhi

shayad hamari maut hi hamari hayat hai

ab tak gale na mil sake, ye aur baat hai

mera tumhara sath to

Explore this song