Roman script

mera tohfa tu kar le kabul maf karna hui mujhse bhul 

kyoki sone pe chhai mahngai mai chandi le aayi

kyoki lehanga hua bada mahanga mai chunri le aaya

chain dil ko mere yaar de de o mujhko tohfa nahi pyar de de

dil ke badle tujhe dil diya hai pyar maine to tujhse kiya hai

chhod  de in bato ko bhul ja saugato ko bhul na payega dil in 

hansi mulakato ko

mera tohfa tu kar le kabul maf karna hui mujhse bhul 

kyoki lehanga hua bada mahanga mai chunri le aaya

kyoki sone pe chhai mahngai mai chandi le aayi

yaha jisko mili hai mohabbat mil gayi usko duniya ki daulat

re pyar kisko hai daulat se milta ae sathi hai kismat se milta

chhod  dunga ye jaha sath tera na chhod unga

hai kiya wada maine ye kasam na todunga

mera tohfa tu kar le kabul maf karna hui mujhse bhul 

kyoki sone pe chhai mahngai mai chandi le aayi

kyoki sone pe chhai mahngai mai chandi le aayi

mera tohfa tu kar le kabul  maf karna hui mujhse bhul 

kyoki lehanga hua bada mahanga mai chunri le aaya

kyoki lehanga hua bada mahanga mai chunri le aaya

kyoki sone pe chhai mahngai mai chandi le aayi

kyoki lehanga hua bada mahanga mai chunri le aaya

Explore this song