Roman script
mera rasta rok rahe hain ye parvat anjane main is par khadi ye sochu kya us paar hai jane mera rasta rok rahe hain ye parvat anjane main is par khadi ye sochu kya us paar hai jane parde me jaise koi baat hai jane ujhala hai ke raat hai parde me jaise koi baat hai jane ujhala hai ke raat hai chanchal man kehata hai chal chal darna chode aanchal vo phoolon ki galiya hai ya kanton ki virane mai is par khadi ye sochu kya uss paar hai jane paaw me ghum janjeer hai man me khushi ki tasvir hai paaw me ghum janjeer hai man me khushi ki tasvir hai aasha mujhko aage khinche aur nirasha piche kiski maanu aur kiski na manu dil diwane main is par khadi ye sochu kya uss paar hai jane main is par khadi ye sochu kya uss paar hai jane
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Sharafat (1970)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Dharmendra
- Actor: Hema Malini
- Actor: Sapru
- Actor: Sonia Sahni
- Actor: Jagdeep
- Actor: Birbal
- Actor: Mohan Choti
- Actor: Jankidas
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Raj Kishore
- Actor: Roopesh Kumar
- Actor: Indrani Mukherjee
- Actor: Sunder
- Actor: Tun Tun
- Actor: Shefali
- Actor: Keshav Rana
- Actor: Abhi Bhattacharya
- Actor: Chandrima Bhaduri
- Actor: Kishore Sahu
- Actor: Ravikant
- Actor: Dilip Dutt
- Actor: Kundan
- Actor: Paro Devi
- Actor: Poornima
- Actor: Niranajan Sharma
- Actor: Shabnam
Song video
actor: Dharmendra, Hema Malini