Roman script

mera pyaar bhara dil thukra ke

tu chain kahin na paayega

jo dard mujhe tadpata hai

wo dard tujhe tadpayega

mera pyaar bhara dil thukra ke

tu chain kahin na paayega

kal tak to mila to

chhup chhup kar

ab laakh chhupe dil magar

jis dil mein hai meri yaad basi

jis dil mein hai meri yaad basi

us dil ko kehna le jaayega

mera pyaar bhara dil thukra ke

tu chain kahin na paayega

har subah padte kirno pe

aayegaa nazar rangroop mera

har shaakh chamkta chaand tujhe

har shaakh chamkta chaand tujhe

tasweer meri dikhlayega

mera pyaar bhara dil thukra ke

tu chain kahi na paayega

jo dard mujhe tadpata hai

wo dard tujhe tadpayega

Explore this song