Roman script

mera naam mahobbat mera naam diwani 

mere aage bade bado ki jhukti hai paisani

mera naam mahobbat mera naam diwani 

mere aage bade bado ki jhukti hai paisani

jis par daalu garam nigahe 

thandi thandi bhare wo aahe 

jis par daalu garam nigahe 

thandi thandi bhare wo aahe

main chahu to ek hi pal mein

kar du aag ko pani

mera naam mahobbat

mera kahna jisne maana 

uski bhaare uaka zamaana 

mera kahna jisne maana 

uski bhaare uaka zamaana 

wo pachtaya zalim usne 

meri baat na maani 

mera naam mahobbat

aa julfo ke saaye me jee le 

aankho ke paimane pee le 

aa julfo ke saaye me jee le 

aankho ke paimane pee le 

dekhe hai matwale raja

tujhko ye deewane

mera naam mahobbat

dekh idhar bhi o dilawle

aaja humse naina mila le 

dekh idhar bhi o dilawle

aaja humse naina mila le 

is duniya se darna 

kaisa duniya hai diwani 

mera naam mahobbat 

mera naam diwani 

mere aage bade bado ki 

jhukti hai paisani

mera naam mahobbat 

mera naam diwani 

mere aage bade bado ki 

jhukti hai paisani

Explore this song