Roman script

mera naam hai chameli, main hu malan albeli

chali aayi main akeli bikaner se

mera naam hai chameli, main hu malan albeli

chali aayi main akeli bikaner se

o daaroga baabu bolo, jara darwajja toh kholo

khadi hu main darwajje pe badi der se

mera naam hai chameli, main hu malan albeli

chali aayi main akeli bikaner se

main baago se chun chun ke laayi champa ki kaliya 

main baago se chun chun ke laayi champa ki kaliya 

yeh kaliya bichha ke main saja du teri galiya

re akhiya mila mere akhiyo se

o main phulo ki raani main bahaaro ki saheli

mera naam hai chameli, main hu malan albeli

chali aayi main akeli bikaner se

o daaroga baabu bolo, jara darwajja toh kholo

khadi hu main darwajje pe badi der se

mera manwa aise dhadke jaise dole naiya

mera manwa aise dhadke jaise dole naiya

o bedardi o harjaayi o baake sipaiya

re ghungata mera taine kyun khola

o main aisi sharmaayi jaise dulhan nayi naveli

mera naam hai chameli, main hu malan albeli

chali aayi main akeli bikaner se

o daaroga baabu bolo, jara darwajja toh kholo

khadi hu main darwajje pe badi der se

mera naam hai chameli, main hu malan albeli

chali aayi main akeli bikaner se

Explore this song