Roman script

ab duniya se shikwa nahi hai

na raha ab zindagi se gila

kis ka karam hai, kis ki dua hai

ya naseebo se tu mujhko mila

ab jo mile ho door na jaana

tere bina dil lagta nahi

mera jeena hai kya marna hai kya jab saath tera nahi

pake rab kya karu jab tu hi mera nahi

mera jeena hai kya marna hai kya jab saath tera nahi

pake rab kya karu jab tu hi mera nahi

i never gonna live without you baby now

you will be only one who will always be my fantasy

you will be only one to make me reach my ecstacy

i dont want nobody else but you

i am lovin you, i am lovin you

berang se din the tanha thi rate

kuch na badalta jo tum na aate

berang se din the tanha thi rate

kuch na badalta jo tum na aate

kehne ko yu to rishte kayi hai

rishto me koi apna nahi

mera jeena hai kya marna hai kya jab saath tera nahi

pake rab kya karu jab tu hi mera nahi

mera jeena hai kya marna hai kya jab saath tera nahi

pake rab kya karu jab tu hi mera nahi

kyu chuph gaya hai akhiyo ko miche

sharmo haya ke pardo ke piche

kyu chuph gaya hai akhiyo ko miche

sharmo haya ke pardo ke piche

apne sanam se parda hai kaisa

jab ke khuda se parda nahi

mera jeena hai kya marna hai kya jab saath tera nahi

pake rab kya karu jab tu hi mera nahi

mera jeena hai kya marna hai kya jab saath tera nahi

pake rab kya karu jab tu hi mera nahi

ab duniya se shikwa nahi hai

na raha ab zindagi se gila

kis ka karam hai, kis ki dua hai

ya naseebo se tu mujhko mila

ab jo mile ho door na jaana

tere bina dil lagta nahi

mera jeena hai kya marna hai kya jab saath tera nahi

pake rab kya karu jab tu hi mera nahi

mera jeena hai kya marna hai kya jab saath tera nahi

pake rab kya karu jab tu hi mera nahi

Explore this song