Roman script
When I hold you close my baby And you say you love me maybe I get a feeling life is gonna be alright I wanna be with you all my life I wanna be with you all my life Khamoshiyan dil ki Honthon pe hai chhalki Sun le zara ehsaas mera Main ho gayi teri Main sajda karoon Hai Khuda sa tu Aankhon ki duaa Tu ho rubaroo Mujhko baahon se baandh le Mit jaane de yeh faasle Rakh le mujhko tu saath mein sadaa Mera ishq chala hai saath tere Mera ishq chala hai saath Tu ban gayi meri yaad Toh Rabb ko maangu aur kya (x2) Mehsoos kar rahi hai nazar Tere khwaab ko mere khwaab mein Dikhne laga hai ik jahaan Mere pyaar ko tere pyaar mein Manzil aur mere raaste Bas hain tere hi waaste Ik tere bin do hain safar sazaa Mera ishq chala hai saath tere Mera ishq chala hai saath Tu ban gayi meri yaad Toh Rabb ton maangu aur kya (x2) All I need is love And all we need is time Running to you baby Give me all you want Give me all you can Take me to your heart my lady (x2) Jaane lagi hai lakeer yeh Mere haath se tere haath mein Ab to kategi yeh umar Tere saath mein, tere saath mein Main sajda karoon Kyun parda karoon Aankhon ki duaa Tu ho rubaroo Mujhko baahon se baandh le Mit jaane de ye faasle Rakh le mujhko tu saath mein sadaa Mera ishq chala hai saath tere Mera ishq chala hai saath Tu ban gayi meri yaad Toh Rabb ton maangu aur kya (x2)
Song details
- Singer: Arijit Singh
- Singer: Ash King
- Singer: Swati Sharrma
- Film / album: Saansein
- Composer: Vivek Kar
- Lyricist: Kumaar
singer: Arijit Singh, Ash King, Swati Sharrma
language: Hindi