Roman script

mera gadha gadho ka leader kahta hai ke dilli jakar

sab mange apni kaum ki mai manwa kar aaunga

nahi to ghas naa khaunga mera gadha gadho ka leader

kahta hai ki dilli jakar sab mange apni kaum ki mai

manwa kar aaunga nahi to ghas naa khaunga

mera gadha gadho ka leader

sabse pahli mang hamari dhobhi raz hata do

sabse pahli mang hamari dhobhi raz hata do

ab na sahenge danda chahe fansi par latka to

agar na mani sarkar kiya inkar to u n o tak jaunga

nahi to ghas naa khaunga mera gadha gadho ka leader

duji mang ki jat hamari mehnat karne wali

duji mang ki jat hamari mehnat karne wali

phir kyu ye insan gadhe ka naam samjhte gali

na badla ye dastur to ho majbur 

mai in par case chalaunga nahi to ghas naa khaunga

mera gadha gadho ka leader

tiji mang hamari hamko dedo ek ek quarter

tiji mang hamari hamko dedo ek ek quarter

hafte me ek bar ghash ke badle mile tamatar

agar kar do ye ehsan o meri jan duaye deta jaunga

kabhi na dilli aaunga mera gadha gadho ka leader

kahta hai ki dilli jakar sab mange apni kaum ki mai

manwa kar aaunga nahi to ghas naa khaunga

mera gadha gadho ka leader

Explore this song