Roman script

mera dil to lagta kahi naa

jeena bhi kya bin tere jeena 

mera dil to lagta kahi naa

jeena bhi kya bin tere jeena 

mere dil ki har khushi haa meri jindagi

main hoon teri aarzoo tu hai meri bandagi

mere dil ki har khushi haa meri jindagi

main hoon teri aarzoo tu hai meri bandagi

tune jaane ye kya kiya hai

aise mera dil le liya hai

tune jaane ye kya kiya hai

aise mera dil le liya hai

dekhu mudke main jaha

ha tu hi hai waha 

tune dekha jo mujhe 

kho gayi main jaaneja

dekhu mudke main jaha

ha tu hi hai waha 

tune dekha jo mujhe 

kho gayi main jaaneja

saanso ka hai ye hi taraana

jeewan to hai aana jana

saanso ka hai ye hi taraana

jeewan to hai aana jana

kal naa jaane hoga kya 

haa kisko hai pata 

do din ki hai jindagi 

saanse to hai bewafa

kal naa jaane hoga kya 

haa kisko hai pata 

do din ki hai jindagi 

saanse to hai bewafa

Explore this song