Roman script

mera dil kya aapse mil gaya hai 

mera dil kya aapse mil gaya hai 

kaleje mein kaleje mein kya tune sokh gaya hai 

mera dil 

bijli si chamke nas nas chamke nas nas 

aaj nahi main apne bas mein apne bas mein

najaro ne julm kiya hai 

ae jee najaro ne julm kiya hai 

haay mera dil kya aapse mil gaya hai 

mera dil 

chhup chhup tune mera dil chhina mera dil chhina 

tere bina ab mushkil jina hai muskil jina 

najaro ne gazab kiya hai haay najaro ne gazab kiya hai

haay mera dil kya aapse mil gaya hai 

mera dil 

seene mein aag laga mat dena laga mat dena 

dil ko laga ke daga mat dena daga mat dena 

dushman hai ye zamana haay dushman sara zamana 

haay mera dil kya aapse mil gaya hai 

kaleje mein haay kaleje mein kya tune sokh gaya hai 

mera dil

Explore this song