Roman script

mera dil churake na aankhe churana

meri chahato ko kabhi na bhulana

mera dil churake na aankhe churana

meri chahato ko kabhi na bhulana

mohabbat huyi hai ye tab maine jana

mohabbat huyi hai ye tab maine jana

mujhe log kahne lage diwana

mera dil churake na aankhe churana

meri chahato ko kabhi na bhulana

na jane kaha tak bana ye fasana

na jane kaha tak bana ye fasana

na maine ye jana na tune ye jana

mera dil churake na aankhe churana

meri chahato ko kabhi na bhulana

tu mera chain hai, tu meri pyas hai

janeman kya tujhe iska ehsas hai

tu meri nind hai, tu mera khwab hai

bin tere dil mera kitna betab hai

mujhe ishq me na sanam aajmana

mujhe ishq me na sanam aajmana

diwane banake, na pagal banana

mera dil churake na aankhe churana

meri chahato ko kabhi na bhulana

mil gaye hum yaha aashiki ke liye

aur kya chahiye jidagi ke liye

ek pal ke liye dur hona nahi

pake tujhko kabhi yaar khona nahi

mujhe apni palako me harpal basana

mujhe apni palako me harpal basana

mujhe apne sine se hardham lagana

mera dil churake na aankhe churana

meri chahato ko kabhi na bhulana

na jana kaha tak bana ye fasana

na jana kaha tak bana ye fasana

na maine ye jana na tune ye jana

Explore this song