Roman script

mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera jivan hai ye mera sansar hai 
mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera chhota sa dekho ye sansar hai
meri chhoti si bagiya ke o bagwan
meri chhoti si bagiya ke o bagwan
tere dam se hai sari bahare yaha
tere dam se hai sari bahare yaha
sare bago se achcha ye guljar hai 
mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera jivan hai ek muskurahat teri 
mera jivan hai ek muskurahat teri 
meri duniya hai kadmo ki aahat teri
meri duniya hai kadmo ki aahat teri
tere kadmo mein hi mera gharbar hai 
mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera chhota sa dekho ye sansar hai
chhodke main tujhe jannat na lu
chhodke main tujhe jannat na lu
tere badle mein duniya ki daulat na lu
tere badle mein duniya ki daulat na lu
meri pooja piya mera deedar hai 
mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera jivan hai ye mera sansar hai 
mera chhota sa dekho ye sansar hai
mera chhota sa dekho ye sansar hai

Song details

Song video

Watch on YouTube