Roman script
mera balma thanedaar, mere husn ka pahredaar mera balma thanedaar, mere husn ka pahredaar main diwaani ho gayi paagal, mujhko hosh nahi mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai mera balma thanedaar, mere husn ka pahredaar main diwaani ho gayi paagal, mujhko hosh nahi mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai rup hai iska bhola bhala rup hai iska bhola bhala mardo wali shaan hai gaon me iske jaisa logo koi na jawaan hai, koi na jwaan hai jaane na dungi nazro se isko dur kahi mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai pyar me milne ko dil mera pyar me milne ko dil mera kab se bekraar tha ye na jaane mujhko iska kitna intezaar tha kitna intezaar tha bedardi na samjhe mere dil ka dard kabhi mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai sacchi baat bataun sun lo dhyaan se mere yaar jung koi bhi jeet lo aurat se jaagoge haar mera kehna maano, mardo pe na karo bharosa ye pardesi ho jayenge de ke humko dhokha kamane ko rupaiya hum to pardesh jaaye ja ke pardesh humko, apne dil se bhulaaye kaise inko bataye, kaisi majburiyaan hai yahi majburiyaan to humari duriyaan hai kabhi jhumar, kabhi jhumka, kabhi kajre ki farmaaish bina paise ke puri hogi kaise inki ye khwaaish inhe to naukri ka mila acchha bahana bada mushkil hai yaaro aurato se takrana bana ke ye hume dulhan pehle to ghar pe laate hai akeli chhod ke humko, bedardi bhaag jaate hai jo tum chaaho kasam le lo kabhi na dur jaayenge chalegi saans ye jab tak, tumhe na hum bhulayenge tera balma thanedaar, tere husn ka pehredaar tera balma thanedaar, tere husn ka pehredaar main diwaani ho gayi paagal, mujhko hosh nahi mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai mera saiya chhail chhabila dekho aaya hai mera mahi rang rangila dekho aaya hai
Song details
- Singer: Uttara Kelkar
- Singer: Shabbir Kumar
- Film / album: Insaaniyat Ke Devta (1993)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Raj Kumar
- Actor: Vinod Khanna
- Actor: Rajinikanth
- Actor: Jaya Prada
- Actor: Vivek Mushran
- Actor: Manisha Koirala
- Actor: Varsha Usgaonkar
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Reeta Bhaduri
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Johny Lever
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Raza Murad
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Rami Reddy
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Vikas Anand
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Joginder
- Actor: Jagdeesh Raj
Song video
singer: Uttara Kelkar, Shabbir Kumar