Roman script

mera akela jiya kaise lage re piya

mere dil ki umange hui hai jawa

mera akela jiya kaise lage re piya

mere dil ki umange hui hai jawa

ek jamana hua jisko bhule hue

aaj yad aa gayi fir wahi dasta

aaj yad aa gayi fir wahi dasta

mera akela jiya kaise lage re piya

mere dil ki umange hui hai jawa

mere dil ki umange hui hai jawa

mere tumse piya ye najar jo mili

chain dil ka gaya badh gayi beakli

mere tumse piya ye najar jo mili

chain dil ka gaya badh gayi beakli

tumhe kaise batau mujhe kya ho gaya

kho gayi hu piya mai na jane kaha

kho gayi hu piya mai na jane kaha

mera akela jiya kaise lage re piya

mere dil ki umange hui hai jawa

mere dil ki umange hui hai jawa

ja re chanda teri chandani kya karu

in sitaro ki mai roshni kya karu

ja re chanda teri chandani kya karu

in sitaro ki mai roshni kya karu

meri dunia me chamka hai chand naya

jisne roshan kiya mere dil ka jaha

jisne roshan kiya mere dil ka jaha

mera akela jiya kaise lage re piya

mere dil ki umange hui hai jawa

mere dil ki umange hui hai jawa

Explore this song