Roman script

mehsus ye ho raha hai
aajkal kuchh dino se
mehsus ye ho raha hai
aajkal kuchh dino se
lagta hai mujhko anjane mein 
pyaar ho raha hai
mehsus ye ho raha hai
aajkal kuchh dino se 
mehsus ye ho raha hai 
aajkal kuchh dino se
lagta hai mujhko anjane mein
pyaar ho raha hai
khwabo mein hai koi aata nazar 
anjana sa lagta apna magar 
khwabo mein hai koi aata nazar 
anjana sa lagta apna magar
meri mohabbat ka aagaz hai ye 
chahat ki hai yahi pehli dagar
meri nindo mein mere khwabo mein 
ik surat hai in aankho mein
chain kho raha hai
dil ko hai kaisi lagan ye lagi 
ab na rahe dil mein chahat dabi
dil ko hai kaisi lagan ye lagi 
ab na rahe dil mein chahat dabi
kal tak to ye dil mera hi tha
par hone laga hai begana abhi
ise roku main kaise toku main 
dil deewana hai yahi sochu main
bejaar ho raha hai

Song details