Roman script

mehram tu hi hai mera

le sun le meri dastaan

ranjishe dhuaan dhuaan si ye

aa reh le tu bhi yaha

noor na rukte saah bhi na mukkde

ke agg bann gaya hai lahu mera

teri raza hai dard maza hai

le hunn bann gaya badshah tera

aaja leke jaau tujhe sanse ghutti jaha

khwahishe jo tooti si thi

bikhra unka jaha dafan ho dono yaha

phir bhi ho tanha

kare jo bhi sajda tera

kehna tu hi meri hai mehram

jaana tha yaado ka ek aashiyana

tera khwabo mein mujhko satana

jaana tha yaado ka ek aashiyana

tera khwabo mein mujhko satana

wo jo tera pyar tha main hi tera yaar tha

aisi bhi hai kya wajah ab tak hu khafa

wo jo tera pyar tha main hi tera yaar tha

aisi bhi hai kya wajah main hu khafa

aaja leke jaau tujhe saanse ghutti jaha

khwahishe jo tuti si thi bikhra unka jaha

dafan ho dono yaha phir bhi ho tanha

kare jo bhi sajda tera

kehna tu hi meri hai mehram

agar hai laya todne baai

reet chali aa rahi hai

lamhein saare kaid main kar lu

aisi ghadi aa rahi hai

hona hai jo dekhi jaaye

ab karam hi farmaye

hona hai jo dekhi jaaye

ab karam hi farmaye

Explore this song