Roman script

bhaiya dekha liya hai bahut teri sardari re

ab to hamri bari re na

mehnagai ki mahmari ne humra bhatta bitha diya

chale hatane garibi garibo ko hata diya

mehnagai ki mahmari ne humra bhatta bitha diya

chale hatane garibi garibo ko hata diya

sarbhat ki tarah desh ko

sarbhat ki tarah desh ko gatka hai gata gat 

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

sarbhat ki tarah desh ko gatka hai gata gat 

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

bhaiya dekha liya hai bahut teri sardari re

ab to hamri bari re na

bhaiya dekha liya hai bahut teri sardari re

ab to hamri bari re na

birla ho ya tata ambani ho ya bata

sabne apne chakkar me desh ko hai kata

birla ho ya tata ambani ho ya bata

sabne apne chakkar me desh ko hai kata

are hamre hi khun se inka

hamre hi khun se inka engine chale dhaka dhak

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

ab to nahi chalegi teri ye rangdari re

ab to hamri bari re na

ab to nahi chalegi teri ye rangdari re

ab to hamri bari re na

bajao bhaiya dholki bajao dugga duggi

bajao bhaiya dholki bajao dugga duggi

inke court kachhari thane karte jhuth case paymane 

inka batai dar kanun karta gaw gaw me khun 

inke court kachhari thane karte jhuth case paymane 

inka batai dar kanun karta gaw gaw me khun

halwa samjh ke ghush ye

halwa samjh ke ghush ye khate hai gapa gap

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

ab to nahi chalegi teri thanedari re

ab to hamri bari re na

ab to nahi chalegi teri thanedari re

ab to hamri bari re na

ghar bech to apna ya bech do sapna

ye na dakar lenge bas itna yad rakhna

ghar bech to apna ya bech do sapna

ye na dakar lenge bas itna yad rakhna

are hamre hi khun se inka

hamre hi khun se inka engine chale dhaka dhak

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

aam admi ki jeb ho gayi hai safa chat

ab to nahi chalegi teri ye rangdari re

ab to hamri bari re na

ab to nahi chalegi teri ye rangdari re

ab to hamri bari re na

ara ra ra ra ra, ara ra ra ra ra

bhaiya dekh liya hai bahut teri sardari re

ab to hamri bari re na

ab to nahi chalegi teri ye rangdari re

ab to hamri bari re na

ab to nahi chalegi teri thane dari re

ab to hamri bari re na

Explore this song