Roman script

mehfil bhi hai dewane bhi
mehfil bhi hai dewane bhi aur sath hai mehjabeeno ka
aao mere sath gao aao mere sath gao
la la la la 
lalalalala
mehfil bhi hai dewane bhi
mehfil bhi hai dewane bhi aur sath hai mehjabeeno ka
aao mere sath gao aao mere sath gao
la la la la 
lalalalala
mera naam hai gulfam 
karta hun main pariyon ki gulami
mera kaam subah sham dena hai haseeno ko salami
tu tu bhi pari hai meethi gari hai fir aise sharmana kya
mehfil bhi hai dewane bhi
mehfil bhi hai dewane bhi aur sath hai mehjabeeno ka
aao mere sath gao aao mere sath gao
la la la la 
lalalalala
pina jaam hai haram bin piye ban jaye sharabi
jhoom jhoom aur chum aankhon se ye mukhde gulabi
husan ka aanchal tham ke pagal dil de de nazrana 
mehfil bhi hai dewane bhi
mehfil bhi hai dewane bhi aur sath hai mehjabeeno ka
aao mere sath gao aao mere sath gao
la la la la 
lalalalala

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Abhi Bhattacharya, Nazima