Roman script

mehbuba mehbuba 
shehro me se shehar suna bhai, shehar suna tha dilli
dilli shehar me chandani nam ki ladki mujhse mili
uski jhil si aankho me hai dil mera duba
bani wo meri, yahi wo meri 
tu hai wo meri mehbuba 
tu hai wo meri mehbuba, tu hai wo meri mehbuba
mehbuba mehbuba
maine tujhko dekha to 
pehli najar me jaan liya
hai mera mehbub tu hi maine tujhe pehchan liya
maine tujhko dekha to 
pehli najar me jaan liya
hai mera mehbub tu hi maine tujhe pehchan liya
khwabo aur khayalo ki galiyo me jisko dhundha
bana tu mera ha bani tu meri 
bani mai teri mehbuba 
bani mai teri mehbuba, bani mai teri mehbuba
shehro me se shehar suna bhai, shehar suna tha dilli
dilli shehar me chandani nam ki ladki mujhse mili
uski jhil si aankho me hai dil mera duba
bani wo meri, yahi wo meri 
tu hai wo meri mehbuba 
tu hai wo meri mehbuba, tu hai wo meri mehbuba
mehbuba mehbuba
mujhko ye parwah nahi 
ab kya sabki marji hai
sabki marji ko chhodo yeh to rab ki marji hai
mujhko ye parwah nahi 
ab kya sabki marji hai
sabki marji ko chhodo yeh to rab ki marji hai
ham dono key bich me ab naa aaye koyi duja
bani tu meri, bani mai teri 
tu hi to meri mehbuba
mai hu wo teri mehbuba, tu hi to meri mehbuba
shehro me se shehar suna bhai shehar suna tha dilli
dilli shehar me chandani nam ki ladki mujhse mili
uski jhil si aankho me hai dil mera duba 
bani wo meri, yahi wo meri 
tu hai wo meri mehbuba 
mai hu wo teri mehbuba, tu hai wo meri mehbuba

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Vinod Rathod