Roman script

mehbuba mehbuba meri mehbuba 

mehbuba meri mehbuba

jabse tujhe dekha hai, jabse tujhe chaaha hai

kuch hosh nahi duniya ka mehbuba meri mehbuba

jabse tujhe dekha hai, jabse tujhe chaaha hai

kuch hosh nahi duniya ka, mehbuba meri mehbuba

shaayar jo tujhe dekhe toh gajal kah daale

shaayar jo tujhe dekhe toh gajal kah daale

tujhe husn ka jinda tajmahal kah daale

bijali ki chamak suraj ki damak hai noor tei aankho ka

mehbuba, mehbuba meri mehbuba

jabse tujhe dekha hai, jabse tujhe chaaha hai

kuch hosh nahi duniya ka, mehbuba meri mehbuba

teri julf ke khaatir baag khilaaye kaliya

tu gujare jaha se jannat hai woh galiya

phulon ki mehak bulbul ki chehak 

har shay mein tera hai charcha

mehbuba, mehbuba meri mehbuba

jabse tujhe dekha hai, jabse tujhe chaaha hai

kuch hosh nahi duniya ka, mehbuba meri mehbuba

bhule se agar tu shaam ko baahar aaye

bhule se agar tu shaam ko baahar aaye

kya chand ki jurat hai jo nikalne paaye

dekhe jo tujhe hairat se kahe yeh chand hai kis duniya ka

mehbuba, mehbuba meri mehbuba

jabse tujhe dekha hai, jabse tujhe chaaha hai

kuch hosh nahi duniya ka, mehbuba meri mehbuba

mehbuba meri mehbuba, mehbuba meri mehbuba

Explore this song