Roman script

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

saat ajube duniyaa me, tu athava ajuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

saat ajube duniyaa me, tu athava ajuba

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

marne ko taiyaar hu, mujhko goli maar de 

le le meri jaan tu, mujhe thoda pyaar de 

marne ko taiyaar hu, mujhko goli maar de 

le le meri jaan tu, mujhe thoda pyaar de 

nata tere dil se hi, jodega diwaana 

mar ke bhi pichha nahi,chhodega diwaana 

nata tere dil se hi, jodega diwaana 

mar ke bhi pichha nahi,chhodega diwaana 

mere jiasa chahne waala, hoga na koi duja 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba

naagin jaisi julf hain, hirani jaisi chal hain 

galo pe gulab hain, tauba kya jamal hain 

naagin jaisi julf hain, hirani jaisi chal hain 

galo pe gulab hain, tauba kya jamal hain 

gori gori patali, kamar jab matke 

mere is dil pe lage hajaro jhatke 

gori gori patali, kamar jab matke 

mere is dil pe lage hajaro jhatke 

kajara re gahare naino me, aahsiq tera duba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

maa se jo wada kiya, usko kaise tod du 

tujhe meri jaan main, aise kaise chhod du

maa se jo wada kiya, usko kaise tod du 

tujhe meri jaan main, aise kaise chhod du

ghunghata odha ke, tujhe doli me bitha ke 

leke ghar jaaunga, dulhaniya banake

ghunghata odha ke, tujhe doli me bitha ke 

leke ghar jaaunga, dulhaniya banake

mujhko to pura karna hain, dil ka har mansuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba

saat ajube duniyaa me, tu athava ajuba  

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba 

mehbuba mehbuba mehbuba mehbuba

Explore this song