Roman script

ragni arei kidher hai re tu mere dil ki rani
mere navabo ki nani aa gaya hu mai 
arey dekh le mai aa gaya permision le kar
mahbuba ho mahbuba bana lo mujhe dulha 
jalay do mera chulha mahbuba bana lo mujhe dulha 
jalay do mera chulha pyar me naar joda 
dekh ke tanga ghoda aaya mai dauda dauda 
mahbuba mahbuba mahbuba bana lo mujhe dulha 
jalay do mera chulaha 
dhat teri kesu uf teri aakhiya
haye teri bate pi jau ghol ko
uf teri masti uf tera jalwa 
marga marga mai bika bina mol ko bika bina mol ko
abke jo muh ko moda abke jo dil ko toda 
amma ki kasam kha lunga jahar thoda 
mahbuba mahbuba mahbuba bana lo mujhe dulha 
jalay do mera chulaha mahbuba mahbuba
mahbuba bana lo mujhe dulha jalaya do mera chulaha 
na tum aati na hum ko bulati
dil ko jalati thapak lunga dekh na 
aisa kyu karti julm kyu dhati
kyu nakhre dikhati thapak lunga dekh na 
thapak lunga dekh lena 
kahe ko ye latka kahe ko ye jhatka
kahe ko ye matka karlio dil chauda
mahbuba ho mahbuba bana lo mujhe dulha 
jalay do mera chulaha

Song details

Song video

Watch on YouTube