Roman script

mehka mehka rup tumhara 

bahki bahki chaal

ae phulo ki daal ye raahi 

puchhe ek sawal, tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

mehka mehka rup tumhara 

bahki bahki chaal

ae phulo ki daal ye raahi 

puchhe ek sawal, tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

honth ye gulabi aur aankh ye sharabi

jo dekhle to kaise na wo bhule raasta

jaan lene wali ye saadgi tumhari

do roj aur jeene do khuda ka vasta

khuda ka vasta

o mehka mehka rup tumhara 

bahki bahki chaal

ae phulo ki daal ye raahi 

puchhe ek sawal, tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

dolti nigahein ye bolti adayein

kusur mera kya jo mujhe pyar ho gaya

haye chaal mastani ye jhumti jawani

ke dekhte hi dil ka karar kho gaya

karar kho gaya

o mehka mehka rup tumhara 

bahki bahki chaal

ae phulo ki daal ye raahi 

puchhe ek sawal, tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

aankh na churao jara sa ruk jaao

do pyar bhare bol to huzur bol do

tan jal raha hain badan jal raha hain

ghatao jaise kaale kaale baal khol do

ye baal khol do

o mehka mehka rup tumhara 

bahki bahki chaal

ae phulo ki daal ye raahi 

puchhe ek sawal, tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain 

tumhara naam kya hain

Explore this song