Roman script

meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

mat parades jaa re

aaj tu prem kaa sadesh barsaa re

meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

mat parades jaa re

aaj tu prem kaa sadesh barsaa re

ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

mat parades jaa re

aaj tu prem kaa sadesh barsaa re

ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

kahaan se tu aayaa kahaan jaayega tu

ke dil ki agan se pighal jaayega tu

dhuaan ban gayi hai khyaalo ki mahfil

mere pyaar ki jaane kahaan hogi manzil

ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

mere gam ki tu davaa re, davaa re

aaj tu prem kaa sadesh barsaa re

ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

barasane lagi hai bunde tarasne lagaa hai man

ho, zaraa koi bijali chamaki larazne lagaa hai man

aur na daraa tu mujhko o kaale kaale ghan

mere tan ko chhu rahi hai prit ki pahali pavan

ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

meri sun le sadaa re

aaj tu prem kaa sadesh barsaa re

ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re 

man kaa mayuraa aaj magan ho rahaa hai

mujhe aaj ye kyaa sajan ho rahaa hai

umango kaa saagar umadne lagaa hai

baabul kaa aangan bichhadne lagaa hai

na jaane kahaan se hawaa aa rahi hai

udaake ye hamko liye jaa rahi hai

ye rut bhigi-bhigi bhigone lagi hai

ke mithe se nashtar chubhone lagi hai

chalo aur duniyaa basaenge ham tum

ye janmo kaa naataa nibhaayege ham tum

ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

de tu hamako duaa re

aaj tu prem kaa sadesh barsaa re

ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re 

meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re

Explore this song