Roman script

meetha sa dard dil mein

utha tha abhi abhi

meetha sa dard dil mein

utha tha abhi abhi

kyaa tumne mujhko yaad

kiya tha abhi abhi

meetha sa dard dil mein

utha tha abhi abhi

tujhse mile zamane huye

phir bhi yu lage

tujhse mile zamane huye

phir bhi yu lage

jaise tu mujhse milke

gaya tha abhi abhi

jaise tu mujhse milke

gaya tha abhi abhi

kya tumne mujhko yaad

kiya tha abhi abhi

meetha sa dard dil mein

utha tha abhi abhi

tum yaad aa gaye the

ghamo ke huzum me

tum yaad aa gaye the

ghamo ke huzum me

kaanto mein ek phool

khila tha abhi abhi

kaanto mein ek phool

khila tha abhi abhi

kya tumne mujhko yaad

kiya tha abhi abhi

meetha sa dard dil mein

utha tha abhi abhi

shehnaiyo ki gunj hain

kaano mein ab talak

shehnaiyo ki gunj hain

kaano mein ab talak

shayad kuchh usne mujhse

kaha tha abhi abhi

shayad kuchh usne mujhse

kaha tha abhi abhi

kya tumne mujhko yaad

kiya tha abhi abhi

meetha sa dard dil mein

utha tha abhi abhi

meetha sa dard dil mein

utha tha abhi abhi

Explore this song