Roman script

meet mere man ke mera ye wada hai
teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
chahe to aazma
meet mere man ke mera ye wada hai
teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
chahe to aazma
bholi bhali teri ye ada sari dunia ispe fida
hum bhi tere matwale hai piya
bhari mafil me lo ye kah diya
meet mere man ke mera ye wada hai
teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
chahe to aazma
hum safar humdum hum nawa 
tere bina jina hai fiza 
isiliye tum lage sabse juda
mujhe dunia me aye dilruba
meet mere man ke mera ye wada hai
teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
chahe to aazma
subah ki tu pahli kiran kabhi rat ka tu reshmi badan
din ho ya rat mujhe teri har bat
jaha bhar se pyari lage
meet mere man ke mera ye wada hai
teri khushi ke liye jan ki bazi lagadenge
chahe to aazma

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sulakshana Pandit, Mohammed Rafi