Roman script

tara rm pm geet gaao 

bhul ke gam gungunaao

zindagi bhar muskurao 

tara rm pm geet gaao 

bhul ke gam gungunaao

zindagi bhar muskurao 

aa gaye naye gul khilane 

banke shma jhil milane

chalo is waqt ka le lo maza 

aa gaye naye gul khilane 

banke shma jhil milane

chalo is waqt ka le lo maza 

socho zindagi kya hai 

zindagi kya hai 

aaj hai kal nhi 

ye lamha hai pyar ka 

kyu dhundte ho tum pyar ko har kahi 

aa gaye dil milane 

soye arma ko jagane 

chalo is waqt ka le lo maza 

tara rm pm geet gaao 

bhul ke gam gungunaao

zindagi bhar muskurao 

tara rm pm geet gaao 

bhul ke gam gungunaao

zindagi bhar muskurao 

masti ka daur aaya wo 

daur hi kya jo hosh hi le na le 

aankhi me bekhudi hai ye bekhudi ho 

jo umr bhar na dhale 

aa gaye naye ye batane 

tumko nagma ye sunane 

chalo is waqt ka le lo maza

Explore this song