Roman script

maut se kya darna kya darna kya darna

maut se kya darna use to aana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

maut se kya darna use to aana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

maut se kya darna kya darna kya darna

sawan bhado basant patjhad 

rituye aani jani hai

kasme wade pyar wafa ki

rasme badi purani hai

sawan bhado basant patjhad 

rituye aani jani hai

kasme wade pyar wafa ki

rasme badi purani hai

rasme badi purani hai

kya jina kya marna dil diwana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

maut se kya darna kya darna kya darna

aaj mujhe kuch aur nahi 

bas tumse itna kahna hai

tum mere ho mere liye hi

tumhe salamat rahna hai

aaj mujhe kuch aur nahi 

bas tumse itna kahna hai

tum mere ho mere liye hi

tumhe salamat rahna hai

tumhe salamat rahna hai

mar jaungi barna maut bhana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

maut se kya darna kya darna kya darna

dil kitna najak hai mera 

dekho ye dil tute na

sath jiyenge sath marenge 

sath hmara chhute na

sath hmara chhute na

dil me dhiraj dharna hmne jana hai

do din ki hai zindagi 

hume apna farz nibhana hai

maut se kya darna kya darna kya darna

Explore this song