Roman script

mausam ye pukare masti me lekar, matwale dil ka karwa

sar pe hai hamare chahat ka aanchal, kadmo ke niche aasma

mausam ye pukare

tan ko udaye hawa matwali

dil ko chune hai ghata kali kali

tan ko udaye hawa matwali

dil ko chune hai ghata kali kali

ritu bekarar bekarar hai shama

mausam ye pukare masti me lekar, matwale dil ka karwa

sar pe hai hamare chahat ka aanchal, kadmo ke niche aasma

mausam ye pukare

din hai ki raat ye kaun bataaye

jinda rahe teri palko ke saaye

din hai ki raat ye kaun bataaye

jinda rahe teri palko ke saaye

sochenge phir kabhi hai jindagi kaha

mausam ye pukare masti me lekar, matwale dil ka karwa

sar pe hai hamare chahat ka aanchal, kadmo ke niche aasma

mausam ye pukare

lyrics type by : priya bhati

Explore this song