Roman script

mausam ye suhana

mausam ye suhana are ye mast zamana

are ye mast zamana

mausam ye suhana

mausam ye suhana are ye mast zamana

are ye mast zamana

purke bahaare makhmur fizaayen

purke bahaare makhmur fizaayen

kyu kar meri jawan umango pe na chhaye

kyu kar meri jawan umango pe na chhaye

bitrat suna rahi hai jawani ka tarana

mausam ye suhana

mausam ye suhana are ye mast zamana

are ye mast zamana

titli main jaaun vaari

ye kaisi bekraari

titli main jaaun vaari

ye kaisi bekraari

phulo ke labo ko kyu tu chumti hai pyaari

phulo ke labo ko kyu tu chumti hai pyaari

kaisi hai dhun ye teri

ha phul pe mandlana

har phul se ras pana

mausam ye suhana

mausam ye suhana are ye mast zamana

are ye mast zamana

hai mast teri nazare chehra tera kitaabi

hai mast teri nazare chehra tera kitaabi

duniya ko bana dogi tum ek din sharaabi

duniya ko bana dogi tum ek din sharaabi

aankhe hai teri ya fir chhalka hua paimana

ya jhumta maykhana

mausam ye suhana

mausam ye suhana are ye mast zamana

are ye mast zamana

Explore this song