Roman script

mausam ye kyun badal gaya

seene se kuchh nikal gaya

apna koi mujhe chhod ke gaya

chala gaya

lakeerein ro padin hathon mein kaheen

dil hai dukha baaton-baton mein kaheen

lakeerein ro padin hathon mein kaheen

dil hai dukha baton-baaton mein kaheen

kyoon neendein lagein ab kanch si

sapne sabhi athra gaye

kyun chalte huye hum apne hi

saye se takra gaye

socha tha kya, kya ho gaya

mausam ye kyun badal gaya

seene se kuch nikal gaya

dil mein tere kaheen khareedun wo zameen

kharchoon main abhi, jo sapne hain sabhi

wo armano ka hai chhota sa ghar

aa jaao tum, mere humsafar

main tumhare hi saath rahoon umr bhar

chaha tha ye maine to par

do lamhon mein sab khatam ho gaya

mausam ye kyun badal gaya

Explore this song