Roman script
duniya ki tarah, rasmo ki tarah wado ki tarah, kasmo ki tarah mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge duniya badalti hai, mausam badalte hai lekin mere dil ko badal nahi paoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge aasmano ke aage tumne wada kiya hai dil ke badle me maine pyar tumko diya hai dharti ki ambar ki kasam, mujhko hai tere sar ki kasam najare badalati hain, sapne badalte hain lekin meri dhadkan ko tum dhadkaoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge meri pehali tamanna, aakhari pyar ho tum ruh me bas gaye ho, mere dildar ho tum aise hi tumhe chahunga mai, tumhe dulhan bhi banaunga mai sehre badalte hain, khushbu badalati hai pal pal meri saanso ko tum mahkaoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge tumne dhoka diya toh kuchh bhi kar jaungi mai tum juda jo huye toh dekho mar jaungi mai meri manjil teri raaho me hai, meri jannat teri baaho me hai raahe badalte hain, raste badalte hain mai daudke aaunga jo mujhko bhulaoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge mausam ki tarah tum bhi badal toh na jaoge badal toh na jaoge, badal toh na jaoge badal toh na jaoge lyrics typed by:pournima gujar
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Manhar Udhas
- Film / album: Jaanwar (1999)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Shilpa Shetty
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Ashutosh Rana
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Johny Lever
- Actor: Master Aditya Kapadia
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Kader Khan
- Actor: Jeetu Verma
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Rami Reddy
- Actor: Viju Khote
- Actor: Dolly Bindra
- Actor: Huma Khan
Song video
singer: Alka Yagnik, Manhar Udhas
actor: Akshay Kumar, Karishma Kapoor