Roman script

maula kabhi mujhe chhodna kabhi nahi

bhula tera ehsaan main kabhi nahi

kiya tune jo mana kiya kabhi nahi

kabhi kisi ko fansaya kabhi nahi

kabhi rishwat khai hai kabhi nahi

kabhi jhut main bola hu kabhi nahi

tere ghar me andher hai kabhi nahi

maula kabhi mujhe chhodna kabhi nahi

bhula tera ehsaan main kabhi nahi

kiya tune jo mana kiya kabhi nahi

kabhi kisi ko fansaya kabhi nahi

kabhi rishwat khai hai kabhi nahi

kabhi jhut main bola hu kabhi nahi

tere ghar me andher hai kabhi nahi

maula kabhi mujhe chhodna kabhi nahi

bhula tera ehsaan main kabhi nahi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

are chhod na yaar

maan hai par daam nahi hai

degree hai par kaam nahi hai

hum kare koi aisi padhai

jis se ghar me aaye kamai

degree hai bas naam ki maula

apne ye kis kaam ki maula

jo mujhe hai naukari pani

hogi unchi pahuch lagani

kabhi daddy se chhupaya hai kabhi nahi

kabhi cheating ki tune kabhi nahi

kabhi maska lagaya hai kabhi nahi

kabhi logo ko sataya hai     

kabhi nahi

kabhi teacher ne mara hai kabhi nahi

kabhi jhut maine bola hai kabhi nahi

tere ghar me andher hai kabhi nahi

maula kabhi mujhe chhodna kabhi nahi

bhula tera ehsaan main kabhi nahi 

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

puchho na puchho na kaisa, kya

shadi ka laddu hai aisa, waah

jo na khaye wo lalchaye, kya baat hai

khane wala bhi pachhtaye

aashiqi romance ki baate

ye to hai sab chance ki baate

na lagana khud pe pahra

baandh lena sar pe sahra

kabhi biwi ko ghumaya hai, kabhi nahi

kabhi biwi se chhupaya hai, kabhi nahi

kabhi biwi ko rulaya hai, are

kabhi biwi ne nikala hai

amaa kya bol raha hai yaar

kabhi biwi ne pita hai      

amaa kya kar raha hai yaar

kabhi jhut maine bola hai, kabhi nahi

tere ghar me andher hai kabhi nahi

maula kabhi mujhe chhodna kabhi nahi

bhula tera ehsaan main kabhi nahi

kiya tune jo mana kiya kabhi nahi

kabhi kisi ko fansaya kabhi nahi

kabhi rishwat khai hai kabhi nahi

kabhi jhut main bola hu kabhi nahi

tere ghar me andher hai kabhi nahi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

Explore this song