Roman script
mauje naina milke re, mauje naina milke mauje naina milke re, mauje naina milke mauje naina milke re mauje naina milke mauje naina milke re, mauje naina milke kaai ka jharna hai, masla ghinauna hai mauje naina milke re mauje naina milke dil ka khilauna hai, har dil ka rona hai mauje naina milke re mauje naina milke ankhya thaga gayi, behudi badha gayi maatam manaate hain chaina pinjre ko tod ke, galtiyaan batore ke kyu tadfadaati hai maina, bas karo na pokhra inaari duba sab khayal, jabse ruseya kyun jiya sahrartan bewajah yu aadatan faansya kya bhala bura, murkh maajraa ji ka rona dhona, khatam bhi karo na dil kareyga dil ki chaakhri mauje naina milke, mauje naina milke mauje naina milke, mauje naina milke mauje naina milke, mauje naina milke mauje naina milke, mauje naina milke baalu hai sona hai, brij ka fulauna hai mauje naina milke re, mauje naina milke semar ka dona hai, futa bhagauna hai mauje naina milke re, mauje naina milke afnaati dhaar me, khar patwaar pe cheekhe fatinge ki baina ant ke toofan se, maut ke ufaan me ladti hai sanso ki sena, bas karo na
Song details
- Singer: Altamash Faridi
- Singer: Shadab Faridi
- Singer: Bianca Gomes
- Film / album: Coke Studio 2 - Episode 01 (2012)
- Composer: Clinton Cerejo
- Lyricist: Manoj Yadav
- Lyricist: Ajinkya Iyer
Song video
singer: Altamash Faridi, Shadab Faridi, Bianca Gomes
lyricist: Manoj Yadav, Ajinkya Iyer