Roman script

mauj karne ke liye hai duniya

mauj karne ke liye hai duniya

lala ji ho, bhaiya ji ho, babu ji ho

mauj karne ke liye hai duniya

mauj karne ke liye hai duniya

ye kaccha ? ki basti hai

jagah jagah par matti hai

duniya walo khud hi kharido

dekho kitni sasti hai

duniya walo khud hi kharido

dekho kitni sasti hai

ab to maje uadlo yaaro

kaam kaaj ko goli maaro tar

ab to maje uadlo yaaro

kaam kaaj ko goli maaro

hanso khelo kudo karo rang raliya

mauj karne ke liye hai duniya

mauj karne ke liye hai duniya

chatterji ho, benerji, mukharji ho

mauj karne ke liye hai duniya

mauj karne ke liye hai duniya

jo karna ho kar lo pyare

man ki chinta har lo pyare

aaj mohabbat ke sharbat se

dil ka lota bhar lo pyare

aaj mohabbat ke sharbat se

dil ka lota bhar lo pyare

phir badlegi ye duniya

ye duniya ye duniya

ye pyar ki nishaniya

shiri farhad laila majnu ki kahaniya

mauj karne ke liye hai duniya

mauj karne ke liye hai duniya

jhnan jhnan jhan ghanta baaje

chham chham chham manjira

o damak damak dam damru baaje

bho bho bhopu

sadak chhodkar daudo re

lok laaj ko chhodo re

are humse nata jod ke bhaiya

sabka bhanda fodo re

humse nata jod ke bhaiya

sabka bhanda fodo re

khaye jaao gaaliya

bajaye jaao taaliya

bajaye jaao taaliya

mauj karne ke liye hai duniya

mauj karne ke liye hai duniya

tak dhina dhin tak dhina dhin 

tum table par taal do

aaj hansi ke saanche me

sari duniya ko dhaal do

are jo na hanse us murde ko

tum kaan pakad ke nikal do

tak dhina dhin tak dhina dhin 

dhin tak dhin tak

table par taal do

sabke jivan me masti ka 

mirch masala daal do

tak dhina dhin tak dhina dhin

is table par dhin dhin dhin

is table par taal do

aaj jagat ke manhuso ki

topiya uchhal do

Explore this song