Roman script

kuchh bate aisi hoti hai

jinhe soch ke dil ghabrata hai

ye jina hai kya jina hai kyu jina hai ab

aur kahan tak jina hai mar jana hai

par aakhir kyu mar jana hai

aur mar kar aakhir socho to

kis desh me kis sansar me

humko jana hai kyu jana hai

kya kya desh me us sansar me

humko hum sabko is desh ki tarah

tanha tanha hi rehna hai

kyu rehna hai

tanha tanha mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

tanha tanha mat socha kar mar jayega

mar jayega mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

pyar ghadhi bhar ka hi bahut hai

pyar ghadhi bhar ka hi bahut hai

jhutha sachcha mat socha kar

jhutha sachcha mat socha kar mar jayega

mar jayega mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

khwab haqikat ya afsana

yaa afsana afsana

khwab haqikat ya afsana

kya hai duniya mat socha kar

kya hai duniya mat socha kar mar jayega

mar jayega mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

jis ki fitrat hi dasna ho

jis ki fitrat hi dasna ho

wo to dasega mat socha kar

wo to dasega mat socha kar mar jayega

mar jayega mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

maan mere shehzad wagar na

maan mere shehzad wagar na

maan mere shehzad wagar na

pachhtayega mat socha kar

pachhtayega mat socha kar mar jayega

mar jayega mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

tanha tanha mat socha kar

Explore this song