Roman script

dashte dil me adh khile

masum si kaliyo ke naam

dashte dil me adh khile

maasum si kaliyo ke naam

ek gazal do muskurati

ek gazal do muskurati

bolti aankho ke naam

dashte dil me adh khile

maasum si kaliyo ke naam

ja raha hai rasta

kis simt aur ye kis taraf

ja raha hai rasta

kis simt aur ye kis taraf

mujhko kya ke ho gaya hu

mai teri yadon ke naam

mujhko kya ke ho gaya hu

mai teri yado ke naam

ek gazal do muskurati

ek gazal do muskurati

bolti aankhon ke naam

dashte dil me adh khile

masum si kaliyo ke naam

naam ko mere abhi jo

khushbue pehna gaya

naam ko mere abhi jo

khushbue pehna gaya

mujh chaman ke phul

uske shabnami hontho ke naam

mujh chaman ke phul

uske shabnami hotho ke naam

ek gazal do muskurati

ek gazal do muskurati

bolti aankho ke naam

dashte dil me adh khile

masum si kaliyo ke naam

sochkar shezad usko

tere dil ki dhadkane

sochkar shezad usko

tere dil ki dhadkane

jo machal uthti hai

sari sokh ummido ke naam

jo machal uthti hai

sari sokh umidon ke naam

ek ghazal do muskurati

ek ghazal do muskurati

bolti aankho ke naam

dashte dil me adh khile

maasum si kaliyo ke naam

Explore this song