Roman script

mat ro suhagan tere liye ab aasu bahana hai mana

mat ro suhagan tere liye ab aasu bahana hai mana

kismat ke pase palat gaye hai

kismat ke pase palat gaye hai

piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana

shobha na deta dukh me bilakhna

tujh jaisi phulwanti ko

aisi hi pida mili thi ek din sita or damyanti ko

jo bat ho gayi us bat ko ab jo bat ho gayi us bat ko ab

hotho pe lana hai mana hotho pe lana hai mana

mat ro suhagan tere liye ab aasu bahana hai mana

kismat ke pase palat gaye hai

kismat ke pase palat gaye hai

piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana

phulo ka sapna dekh na pagli

kato me ab tujhe rahna hai

vidhi ne diya tujhe desh nikala

ye dukh ab tujhe sahna hai

tere liye ab sajan ke path par

tere liye ab sajan ke path par

aankhe bichana hai mana aankhe bichana hai mana

mat ro suhagan tere liye ab aasu bahana hai mana

kismat ke pase palat gaye hai

kismat ke pase palat gaye hai

piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana

piya ghar jana hai mana piya ghar jana hai mana

piya ghar jana hai mana

Explore this song