Roman script

mat aazma re dil se bula re

apna bana le hu bekarar

tujhko hi chaha dil hai ye karta

aa betahasa tujhse hi pyar

hasrate bar bar bar bar yaar ki karo

khwahishe bar bar bar bar yaar ki karo

chahte bar bar bar bar yaar ki karo

mannate bar bar bar bar yaar ki karo

hum jar jar rote hai, khud se khafa bhi hote hai

hum ye pahle kyu na samjhe tum fakat mere

dil ka karar khote hai, kaha chain se bhi sote hai

hamne dil me kyu bichaye shaq ye gahre

hasrate bar bar bar bar yaar ki karo

khwahishe bar bar bar bar yaar ki karo

chahte bar bar bar bar yaar ki karo

mannate bar bar bar bar yaar ki karo

tere hi khwab dekhna, teri hi rah takna

tere hi waste hai meri har wafa

teri hi bat sochna, teri hi yaad odhna

tere hi waste hai meri har dua

tera hi sath mangna, teri hi baah thamna

mujhe jana nahi kahi tere bina

tu mujhse phir na ruthna, kabhi kahi na chutna

mera koi nahi yaha tere siwa

hasrate bar bar bar bar yaar ki karo

khwahishe bar bar bar bar yaar ki karo

chahte bar bar bar bar yaar ki karo

mannate bar bar bar bar yaar ki karo

Explore this song