Roman script
masti bhara hain sama, ham-tum hain dono yaha aankho me aaja dil me sama jaa, jhume jamin-aasmaan masti bhara hain sama, ham-tum hain dono yaha aankho me aaja dil me sama jaa, jhume jamin-aasmaan masti bhara hain sama nili aankh mila lo ji, dil me aaj chhupa lo ji nili aankh mila lo ji, dil me aaj chhupa lo ji baaho me baahe dalo ji, gir naa jaaye sambhaalo ji bhigi hawaao me, aisi fijaao me hosh mujhe hain kaha masti bhara hain sama, ham-tum hain dono yaha aankho me aaja dil me sama jaa, jhume jamin-aasmaan masti bhara hain sama pyaar se pyaar sajaaye chal, mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal, mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar kaa raag sunaaye chal, dil kaa saaj bajaaye chal panchhi bhi gaayenge, sabko sunaayenge teri-meri dasta masti bhara hain sama, ham-tum hain dono yaha aankho me aaja dil me sama jaa, jhume jamin-aasmaan masti bhara hain sama
Song details
- Singer: Manna Dey
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Parvarish (1958)
- Composer: Dattaram Wadkar
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actor: Raj Kapoor
- Actor: Mala Sinha
- Actor: Mehmood
- Actor: Lalita Pawar
- Actor: Nasir Hussain
- Actor: Radha Kishan
- Actor: Krishnakant
- Actor: Sheela Vaz
- Actor: Narbada Shankar
Song video
singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar
actor: Raj Kapoor, Mala Sinha