Roman script

raina

tera sath mil gaya to

kya se kya ho gaya

tere rang me rang gaya ae

man ye mera maahiya

tera sath mil gaya to

kya se kya ho gaya

tere rang me rang gaya ae

man ye mera maahiya

tu hi sajda, tu ibadat

tu khuda haye ban gaya

mastmaula man mera, mastmaula man mera

mastmaula man mera, mastmaula 

mastmaula man mera, mastmaula man mera

mastmaula man mera, mastmaula 

main chalu ya ladkhadu

sab teri rahmate

teri dhun me gungunau

ishq ki aayate

main chalu ya ladkhadu

sab teri rahmate

teri dhun me gungunau

ishq ki aayate

tu hi kashti, tu bhanwar hai

ya khuda bhi tu piya

mastmaula man mera, mastmaula man mera

mastmaula man mera, mastmaula 

mastmaula man mera, mastmaula man mera

mastmaula man mera, mastmaula 

jog hai ya rog koi

jane kya kya jag kahe

naina tum sang lad gaye to

tere pichhe chal diye

jog hai ya rog koi

jane kya kya jag kahe

naina tum sang lad gaye to

tere pichhe chal diye

aa bhi ja meri saanse 

maange mujhse alvida

mastmaula man mera, mastmaula man mera

mastmaula man mera, mastmaula 

mastmaula maula man mera

mastmaula maula man mera

mastmaula maula man mera, mastmaula

mastmaula maula man mera

mastmaula maula man mera

mastmaula maula man mera, mastmaula

mastmaula maula man mera

mastmaula maula man mera

mastmaula maula man mera, mastmaula

Explore this song